Showing posts with label Hindi Shayari. Show all posts
Showing posts with label Hindi Shayari. Show all posts
Saturday, July 16, 2016
Thursday, March 24, 2016
अरे हमें तो अपनों ने लूटा
⚠🔸🔸🔸🔸🔸🔸🔸🔸
अरे हमें तो अपनों ने लूटा
गैरों में कहाँ दम था
मेरी हड्डी वहाँ टूटी
जहाँ हॉस्पिटल बन्द था
मुझे जिस एम्बुलेन्स में डाला
उसका पेट्रोल ख़त्म था
मुझे रिक्शे में इसलिए बैठाया
क्योंकि उसका किराया कम था
मुझे डॉक्टरों ने उठाया
नर्सों में कहाँ दम था
मुझे जिस बेड पर लेटाया
उसके नीचे बम था
मुझे तो बम से उड़ाया
गोली में कहाँ दम था
और मुझे सड़क में दफनाया
क्योंकि कब्रिस्तान में फंक्शन था
(भयंकर शायरी)
Saturday, October 13, 2012
Monday, September 17, 2012
Mohbbat Ki Hai Maine
Tere Akele Pann Se Mohbbat Ki Hai Maine
Tere Ehsaas Se Mohbbat Ki Hai Maine
Tu Mere Paas Nahi Phir Bhi
Teri Yaadon Se Mohbbat Ki Hai Maine
Kabhi Tu Ne Bhi Mujhe Yaad Kiya Hoga
Un Lamhon Se Mohbbat Ki Hai Maine
Jis Mein Sirf Teri Or Meri Batein Ho
Us Kitaab Se Mohbbat Ki Hai Maine
Jo Mahekta Ho Sirf Teri Mohbbat Se
Un Jazbaton Se Mohbbat Ki Hai Maine
Mera Tujh Se Milna To Ek Khwaab Sa Lagta Hai
Tere Intezaar Se Mohbbat Ki Hai Maine
Tujhe Yaqeen Ho Ya Naa Ho Lekin
Sirf Tujh Se Mohbbat Ki Hai Maine
Tuesday, April 3, 2012
कैसे कह दूं कि तुम्हें, याद नहीं करता हूँ
कैसे कह दूं कि तुम्हें, याद नहीं करता हूँ
दर्द सीने में हैं, फ़रियाद नहीं करता हूँ
तेरा नुक्सान करूं सोच नहीं सकता मैं
मैं तो दुश्मन को भी बरबाद नहीं करता हूँ
तेरी तारीफ़ सदा सच्ची ही की है मैनें
झूठे अफ़साने मैं ईजाद नहीं करता हूँ
साक़ी पैमाने से यारो मुझे है क्या लेना
किसी मैख़ाने को आबाद नहीं करता हूँ
मेरे अरमानों को तुमने है कुचल डाला सनम
मैं शिकायत कभी सय्याद नहीं करता हूँ
Monday, March 26, 2012
Yaadein
Wo School Ki Sidi Par Pyar Bhari Baate,
Aate Jato Per Comment Ki Barsate,
Wo Sylabus Ki Tension, Wo Exam Ki Raate,
Wo Canteen Ki Party,
Wo BitrhDay Ki Laate,
Wo Ruthna Manana,
Wo Bunk Wo Mulaqate,
Wo Lab Wo Library,
Wo Sona Temprary,
Wo Movie Wo Music,
Wo Cards Ka Magic,
Wo Proposal Ki Planing Mein Raat Ka Guzarna,
Har Ek Ko Dost Ki Bhabhi Bataana,
Lecture Se Jyaada Usko Niharna,
Fir Class Me Pichhe Ki Seat Pe Sona,
Uski Nazar Mein Sarif Ban Jaana,
Na Rahenge Wo Din,
Na Rahengi Wo Ratein,
Na Rahengi Wo Hassi Bhari Mulakaate,
Agar Rahengi Kuch To Bas Yaadein
Aate Jato Per Comment Ki Barsate,
Wo Sylabus Ki Tension, Wo Exam Ki Raate,
Wo Canteen Ki Party,
Wo BitrhDay Ki Laate,
Wo Ruthna Manana,
Wo Bunk Wo Mulaqate,
Wo Lab Wo Library,
Wo Sona Temprary,
Wo Movie Wo Music,
Wo Cards Ka Magic,
Wo Proposal Ki Planing Mein Raat Ka Guzarna,
Har Ek Ko Dost Ki Bhabhi Bataana,
Lecture Se Jyaada Usko Niharna,
Fir Class Me Pichhe Ki Seat Pe Sona,
Uski Nazar Mein Sarif Ban Jaana,
Na Rahenge Wo Din,
Na Rahengi Wo Ratein,
Na Rahengi Wo Hassi Bhari Mulakaate,
Agar Rahengi Kuch To Bas Yaadein
Sunday, March 18, 2012
Aaj Mujhe Ek Gunaah Karne Do
Aaj Mujhe Ek Gunaah Karne Do,
Mujhe Tum Apne Aap Mein Khone Do,
Apne Aapko Meri Aagosh Mein Karke,
Mujhe Pariyo Ke Des Mein Khone Do,
Apni Chudiyon Ki Khan Khan Se
Tumhare Kaanon Mein Ras Gholne Do,
Apne Lambe Kaale Baalon Se
Ek Ghata Sawan Hone Do,
Apne Honthon Se Phir Mujhe
Ek Ghunt Jaam Pine Do,
Apni Muskurahat Se Phir Ek Seher Hone Do,
Apne Dilki Dhadkan Ko Aaj Betab Hone Do,
Aaj Ashiq Teri Aankhon Mein Phir Dekha Hai Apne Aapko,
Na Band Karna Ye Palkein Kuch Der Ke Liye To Apna Hone Do,
Aaj Mujhe Ek Gunah Karne Do,
Mujhe Tum Apne Aap Mein Khone Do,
Friday, August 12, 2011
Hindi Shayari Collection 1
1.
Bohut ho chuki mohabbat mein meri ruswai,
ya Khuda main wafa kar ke bhi bewafa kehlayi
Dard kitne hain bata nahi sakti,
Zakhm kitne hain dikha nahi sakti,
Aankhon se samajh sako to samajh lo,
Aansoo gire hain kitne ginwa nahi sakti
ya Khuda main wafa kar ke bhi bewafa kehlayi
Dard kitne hain bata nahi sakti,
Zakhm kitne hain dikha nahi sakti,
Aankhon se samajh sako to samajh lo,
Aansoo gire hain kitne ginwa nahi sakti
2.
Nind apni bhula ke sulaya humko aansu apne gira kar Hasaya humko dard kbhi na dena us khuda ke tasveer ko,
Zamana khta hai ''MAA BAAP'' jinko...
Zamana khta hai ''MAA BAAP'' jinko...
3.
Mohabat ka sirap ho tum,
Tensoin ka capsule ho tum,
Aafat ka injection ho tum ,
Per kya kare jhelna padta hai,
Q ki DOSATI KA oxygen HO TUM
Tensoin ka capsule ho tum,
Aafat ka injection ho tum ,
Per kya kare jhelna padta hai,
Q ki DOSATI KA oxygen HO TUM
4.
Pyar Jab Milta Nahi To Hota kyu He,
Agar Khwabo Me Wo Aaye To insan Sota kyu He,
Jab Yahi Pyar Ankho ke Samne Kisi Or Ka Ho Jaye
To Dil itnaRota kyu He.
Agar Khwabo Me Wo Aaye To insan Sota kyu He,
Jab Yahi Pyar Ankho ke Samne Kisi Or Ka Ho Jaye
To Dil itna
5.
Jo safar ki surwat karte h,
Wa manzil ko par karte hai,
Bas ek bar chalne ka hosla rakhiye,
Aap jaise musafir ka to raste b intzar kar hai.
Wa manzil ko par karte hai,
Bas ek bar chalne ka hosla rakhiye,
Aap jaise musafir ka to raste b intzar kar hai.
6.
Agar kisi ko kuch dena he
To usay achha waqt do
bcoz
Aap har chiz wapis le sakty ho,
Magar kisi ko diya hua accha waqt
wapis nehi le sakty
To usay achha waqt do
bcoz
Aap har chiz wapis le sakty ho,
Magar kisi ko diya hua accha waqt
wapis nehi le sakty
7.
Khuda ne logo ko 1 duje se milaya hai,
Koi na koi rishta Banaya hai,
Par kahte he rishta rahega uska kayam
Jisne rishto ke ''DIL'' Se nibhaya Hai.....
Koi na koi rishta Banaya hai,
Par kahte he rishta rahega uska kayam
Jisne rishto ke ''DIL'' Se nibhaya Hai.....
8.
Jo jitna dur hote h nazro se
Utna hi wo dil k paas hota he
Mushkil se b jiski ek jhalak dekhne ko na mile
Wahi dost sabse khas hota h
Utna hi wo dil k paas hota he
Mushkil se b jiski ek jhalak dekhne ko na mile
Wahi dost sabse khas hota h
9.
strange but true -
when a girl takes care of a boy, he thinks its love ,,, but its friendship
when a boy take care of a girl,,, she thinks its friendship but its love.
10.
ek ajanbi se bate kya ki, Qayamat ho gyi
sare sahar ko iski khabar ho gyi
kyu na dosh du is dil e nadan ko
DOSTI KA IRADA THA AUR MOHABBAT HO GYI
when a girl takes care of a boy, he thinks its love ,,, but its friendship
when a boy take care of a girl,,, she thinks its friendship but its love.
10.
ek ajanbi se bate kya ki, Qayamat ho gyi
sare sahar ko iski khabar ho gyi
kyu na dosh du is dil e nadan ko
DOSTI KA IRADA THA AUR MOHABBAT HO GYI
Subscribe to:
Posts (Atom)






