Saturday, October 8, 2011

Aaj Sindhu Mein Jwaar Utha Hai : Sh. Atal Bihari Vajpayee

3 comments:

  1. great poem by a great person...
    i need the lyrics of this poem..can anyone provide this pls..

    ReplyDelete
    Replies
    1. i donn have the full poem bt jitna yaad hai likh raha hun:

      Aaj sindhu mai jawar utha hai nagapat phir lalkaar utha hai
      kurukchetra ke kann kann se firr panch janya hunkaar utha hai
      Shhat shat aath hathon ko sehkar jivit hindustan hamara hai
      jag ke mast par royi sasodhit hindustan hamara
      DUNIYA KA ITIHAAS PUCHTA ROME KAHAN YUNAAN KAHAN HAI
      GHAR GHAR MAI SUVAHDIN JALATA VAHMURAT IRAAN KAHAN HAI
      DEEP BHUJE PASCHIMI GAGAN KE VAYAPT HUA BAR BAR ANDHIYARA
      KINTU CHIR KAR TAM KI CHATI CHAMKA HINDUSTAN HAMARA
      Hamne urr ka sneh lutakar pidit irrani paali hai
      nij jivan ki jyoti jaala manavta ke dipak payyen hain
      jag ko amrit ka ghatt dekar hamne vissh ka paan kiya tha
      manavta ke liye harsh se astra vajr ka daan kiya tha
      Jaab paschim ne vanaphthal kha kar chhal pahan kar laaj bachayi
      tab bharat se Saam gaan ka swargik swar tha diya sunayi
      AANKH KHOL KAR DEKHO GHAR MAI BHISAN AAG LAGI HAI
      DHARM SBHYATA SANSKRITI KHANE DANAV CHUDHA JAGI HAI
      HINDU KEHENE MAI SHARMATEY DUDH LAJATEY LAAJ NA AATI
      GHOR PATAN HAI APANI MAA KO MAA KEHENE MAI PHATTI CHHATI

      further u cn go to the link below
      http://ashishrtrivedi.blogspot.in/2012/03/please-give-your-2-minutes-to-read-this.html?spref=fb

      Delete

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...